donateplease
newsletter
newsletter
rishta online logo
rosemine
Bazme Adab
Google   Site  
Bookmark and Share 
design_poetry
Share on Facebook
 
Sabir Azimabadi
 
Share to Aalmi Urdu Ghar
* Yeh chiraghe wafa tum jalate raho ,jagmagate raho ,dil lgate raho *

Ghazal numa

Yeh chiraghe wafa tum jalate raho ,jagmagate raho ,dil lgate raho
Har kali kee tarh muskurate raho
Lafz goo’nge sahee harf bahre sahee ,apnee tahreer ko bakhsh kar taazgi
Qissa-e-zindgee sunate raho
Yeh tarhap yeh jala’n ,yeh alam yeh kasak bhool kar tum unhe’n dard ke saaz par
Gungunate raho geet gate raho
Hai fasurdah nezame gulista’n agar rone dhone kee aadat ko chorhh kar
Ahtejajan sahee sar uthate raho
Ai mere hamsfar ai mere hum nawa ,roshnee kee talab hai to ban kar diya
Rahe zulmast me’n jagmagate rho
Ba’nt kar apne daman kee sabir khushee ,nam lekar khuda wand ka har gharhi
Sare insan ke kaam aate raho

 
Comments


Login

You are Visitor Number : 392