donateplease
newsletter
newsletter
rishta online logo
rosemine
Bazme Adab
Google   Site  
Bookmark and Share 
design_poetry
Share on Facebook
 
Saifuddin Saif
 
Share to Aalmi Urdu Ghar
* Raah asaan ho gayee ho gayee *
Raah asaan ho gayee ho gayee,
jaan pehchaan ho gayee ho gayee,

phir palat ker nigah nahi'n aayee'
tujh pe qurban ho gayee ho gayee,

dil ki taskeen ka poochhte hai'n aap,
haa,n meri jaan ho gayee ho gayee,

teri zulfo'n ko chhairhti thi saba,
khud pareshaan ho gayee ho gayee,

maut se tere dard mando'n ki,
mushkil asaan ho gayee ho gayee,

un se bhi chheen lo gaye yaad apni,
jin ka imaan ho gayee ho gayee,

marne walo'n pe "Saif" hairat kio'n
maut asaan ho gayee ho gayee.
 
Comments


Login

You are Visitor Number : 382