donateplease
newsletter
newsletter
rishta online logo
rosemine
Bazme Adab
Google   Site  
Bookmark and Share 
design_poetry
Share on Facebook
 
Saim Sabat
 
Share to Aalmi Urdu Ghar
* jism apna hai na rooh, na sayaa apna *

 

Ghazal:
 
jism apna hai na rooh, na sayaa apna
jane iss zindigi mai hey konsa rishta apna
 
aa k toofan ki zad mai, mujhey maloom huwa
na samandar tha kabhi, aur na kinaara apna
 
ttokarein kha k girey aisey k utt bhi na sakey
dey saka koi na zulmat mai sahara apna
 
ey meri roo, merey dil mai samaney waley sun
kesey hoga terey bin, ek din bhi guzara apna
 
ek aisey mod pe ye zindagi lay aaii sabat
toot k reh gaya gardish mai, sitara apna
 
kesey rota hey bilak ker kisi bachey ki tarha
kho chuka ho koi jeevan mai jo piyara apna
 
 by: Saim Sabat
+++++++++++++++
 
 
Comments


Login

You are Visitor Number : 356