donateplease
newsletter
newsletter
rishta online logo
rosemine
Bazme Adab
Google   Site  
Bookmark and Share 
design_poetry
Share on Facebook
 
Sardar Anjum
 
Share to Aalmi Urdu Ghar
* Gham-e-hayaat kaa jaga.Daa miTaa rahaa hai ko_ii *
Gham-e-hayaat kaa jaga.Daa miTaa rahaa hai ko_ii, 
chale bhii aao ke duniyaa se jaa rahaa hai ko_ii, 

[Gham-e-hayaat=sorrows of life] 

kaho ajal se zaraa do gha.Dii Thahar jaaye, 
sunaa hai aane kaa vaadaa nibhaa rahaa hai ko_ii, 

[ajal=death] 

vo aaj lipaTe hai.n kis naazukii se laashe ko ,
ke jaise ruuTho.n huo.n ko manaa rahaa hai ko_ii, 

[naazukii=tenderness; laashe=dead body] 

kahii.n palaT ke na aa jaaye saa.Ns nabzo.n me.n, 
hasiin haatho.n se mayyat sajaa rahaa hai ko_ii. 

[nabz=pulse; mayyat=corpse] 
 
Comments


Login

You are Visitor Number : 321