Abhi to aur bahut teer meri Kaman me hai
Main chup rahunga na jab tak ye jan jan me hai
Maine paya hai jo tumse tumhe dunga main wahi
Jabhi to baat zaher si meri zuban me hai