Kati umr sari inhi marhalon mein
Khushi kya chiz hai mujhko khabar kya
Chalo jaan chute is jan kuni se
Koi aur ayega mujhko magar kya