* tum khush hu tu sun lo ye meri baat *
tum khush hu tu sun lo ye meri baat
meri khushi ka bhi tu thikana nahi raha
gham kahtm hu gaaiye vo zaman nahi raha
sab khaab sach hue hain fasana nahi raha
lipto mere wajood se khuch is tara huzoor
ham eak hu gaaiye koi saya nahi raha,,
chaha hay tujh ko aisey ke ab samney meray
sehra nahi raha koi darya nahi raha
tasneem keh rahi hay tumein dil ki arzo
tujh bin meri wafa ka sahara nahi raha |