donateplease
newsletter
newsletter
rishta online logo
rosemine
Bazme Adab
Google   Site  
Bookmark and Share 
design_poetry
Share on Facebook
 
Shahida Tasneem
 
Share to Aalmi Urdu Ghar
* mujh mein sumayai meray khialaat baant ley *
mujh mein sumayai meray khialaat baant ley
ayai ik din aisa din jo meri raat baant ley

taari kuch is tarha ho mera jaba ai janoon
bus aik pul mein sub meray jazbat baat ley

aik wasl ho jo wasl sey burh kar sakoon dey
ik haal ho jo soorat e halaat baat ley

ayai sakinaan e ishq hai aisa koi yehan
jo mera dard jan ley meray sadmaat baat ley

ban kar rehai vo sirf meri zaati mulkeeiat
or is tarha rehai k meri zaat baant ley

mein boloon jab tu is ki nigahain karain kalaam
vo bolny lagy tu meri baat baat ley

chayai kuch aisey shahida tasneem chaar soo
us ka talism mairy talismaat baat ley
 
Comments


Login

You are Visitor Number : 355