donateplease
newsletter
newsletter
rishta online logo
rosemine
Bazme Adab
Google   Site  
Bookmark and Share 
design_poetry
Share on Facebook
 
Shahida Tasneem
 
Share to Aalmi Urdu Ghar
* shehr -e-ulfit mein aa gayee mein *
shehr -e-ulfit mein aa gayee mein
sub ko is jaa hai dawa e ulfat
in mein har aik mujh sey kehta hai
hukam do chand toor laoon mein
ayai meri jaan e jaan tumharey liyai
ishq ka shehr ik basaoon mein
un sey koi to aa kai keh dey
khoihish e maal o zar nehi mujh ko
or na mehtab ki tammna hai
arzoo bus hai Shahida Tasneem
koi yoon ehtraam dey mujh ko
meray hissay ki shaam dey mujh ko
 
Comments


Login

You are Visitor Number : 324