* nijli jo nehi ishq k izhaar ki soorat *
nijli jo nehi ishq k izhaar ki soorat
thi meri hi anaa raah nein dewaar ki soorat
jis samt gyee lot kar waapis wehain ayee
har aik safar tha mra purkaar ki soorat
vo apney k jin kliyai ye ummar gunwaa'n di
ab milty hain vo apney bhi igyaar ki soorat
iqraar hi sumjha gia khamooshi ko meri
ayai kaash nikalti koi inkaar ki soorat
ab rud karoo ya in ko sataish sey nawazoo
gum dhaal k lay ayee hoon ishaar ki soorat
ulfat k azaakhany nein ayai Shahida Tasneem
guzri hai neri ummar azaadaar ki soorat |