donateplease
newsletter
newsletter
rishta online logo
rosemine
Bazme Adab
Google   Site  
Bookmark and Share 
design_poetry
Share on Facebook
 
Shamim Jaipuri
 
Share to Aalmi Urdu Ghar
* Aaj mere shab e furqat ki sahar ai hai *
Aaj mere shab e furqat ki sahar ai hai, 
Muddato'n bad teri rahaguzar ai hai, 
Dekh to lijiye mere khun e tamanna ki bahar, 
Jis ki surkhi meri ankho'n may utar ai hai, 
Tune to tark e muhabbat ki qasam khai thi, 
Kyon teri ankh mujhe dekh ke bhar ai hai, 
Un ke pairahan e rangin ki mahak hai is may, 
Aj kya bad e saba hoek udhar ai hai, 
Is may kuch un ki jafaye'n bhi to shamil hai'n, `shamim` 
Bewafai ki jo tohamat mere sar ai hai. 
 
Comments


Login

You are Visitor Number : 501