* jawani afkar ki bahar ka mosam hai *
jawani afkar ki bahar ka mosam hai
jawani faslay tey karte hai
diloon kh fasly
vakat kh fasly
zamnoon kh fasly
jawani jab jamy say nikl parte hai
hadood say azad hona chate hai
jawani khuch na khuch karna chate hai
khuch na khuch.........
khava...
vo galte hi koun na ho
jawani moj darya hai
kinaroon say tkrate hai
aur
kinaroon say nikal jate hai
jawani kh pass eik anokha karshma hai
jawani
insan kh khon ki garmeyaan ly kh
chupky say rukhsat ho jate hai
ess leay sab hi khaty hain
jawani char dinoo ki hi hai
************* |