donateplease
newsletter
newsletter
rishta online logo
rosemine
Bazme Adab
Google   Site  
Bookmark and Share 
design_poetry
Share on Facebook
 
Shehzad Ahmed
 
Share to Aalmi Urdu Ghar
* Duub jayenge sitare aur bikhar jayegi raat *
Duub jayenge sitare aur bikhar jayegi raat, 
dekhati rah jayengi ankh.en guzar jayegi raat,

Raat ka pahala pahar hai ahal e dil Khamosh hai, 
subah tak roti hui ankho'n se bhar jayegi raat,

Aarzu ki behisi ka gar yahi aalam raha, 
betalab ayega din aur bekhabar jayegi raat,

Sham hi se so gaye hai'n log aankhe'n mund kar, 
kis ka darawaza khulega kis ke ghar jayegi raat.
 
Comments


Login

You are Visitor Number : 328