donateplease
newsletter
newsletter
rishta online logo
rosemine
Bazme Adab
Google   Site  
Bookmark and Share 
design_poetry
Share on Facebook
 
Shuja Khawar
 
Share to Aalmi Urdu Ghar
* Kyaa kiyaa jaaye yahii Allah ko manzuur hai *
Kyaa kiyaa jaaye yahii Allah ko manzuur hai,
Dillii aakar bhii ye lagtaa hai ke Dillii duur hai,
vo tajallii hai na Muusaa hai ne koh-e-tuur hai
lamhaa-e-maujuud imkaanaat se bharpuur hai,
har misl ko tajurboN ne mere jhuTlaayaa magar,
tajurbe gumaaN haiN aur har masl mash’huur hai,
aaj kal bas shaayerii kartaa hai roz-o-shab “Shuja”,
shah’r hii aisaa hai, bechaaraa baRaa majbuur hai.
 
Comments


Login

You are Visitor Number : 437