donateplease
newsletter
newsletter
rishta online logo
rosemine
Bazme Adab
Google   Site  
Bookmark and Share 
design_poetry
Share on Facebook
 
Sikandar Ali Wajd
 
Share to Aalmi Urdu Ghar
* Jab wo masarur nazar ata hai *
Jab wo masarur nazar ata hai
Har taraf nur nazar ata hai
Main to maikhwar hun tu kyon saqi
Nashe may chur nazar ata hai
Qurb se hath uthaya main ne
Tu bari dur nazar ata hai
Main hi tanha nahi dil ke hathon
Tu bhi majabur nazar ata hai
Khaksari ko chupane ke liye
`Wajd` magarur nazar ata hai
 
Comments


Login

You are Visitor Number : 389