donateplease
newsletter
newsletter
rishta online logo
rosemine
Bazme Adab
Google   Site  
Bookmark and Share 
design_poetry
Share on Facebook
 
Siraj Aurangabadi
 
Share to Aalmi Urdu Ghar
* Aalam ke doston mein murawat nahin rahi, *
Aalam ke doston mein murawat nahin rahi,
Sharm-o-haya-o-mehar-o-shafqat nahin rahi,

Zahir mein kya rafiq kahate ham aapko, 
Lekin unon Ice dii mein mahabbat nahin rahi.

Mute ham raasti mein jo kol kaj nazar mile,
Khubon mein pakbaaz ki hurinat nahin rahi.

Har khar-e-bulhawas ki kiye suhbat mkhtiaar,
Thu husn-e-gulrukkon mein litafat nahin rahi,

Bhuie ham liar sanam ke karishme pe hosk 
Icon, in zaahidon mein kishf-o-karaamat nahin rahi

Mat ho bahaar-e-gul$han-e--duniya ka andleeb, 
Is phool ban mein boo-e-rafaaqat nahin rahi.

Ab zaat-e-haq baghair ija rakh dosti, Siraj, 
Aaiam mein aashnaai-o-ulfat nahin rahi.
 
Comments


Login

You are Visitor Number : 375