|
* Be adab kon al sanam hargiz na kar tu roobaroo, *
Diibar-e-jaadoo laqab ke hi jar mein hun jaan ba-lab.
Be adab kon al sanam hargiz na kar tu roobaroo,
Roobroo tere hui hai aarsi kya be adab.
Be sabab hum be gunaahon par rawa mat kar sitam,
Kar sit am hum kon kiya hai qatal kyon fun be sabab.
Zuif shab hat aur tera aaraz hat rashk-e-aaftaab,
Aaftaab ab hal tera rukhsaar wa ten zuif shab.
Hal ghazab be ja hamari jaan par ai man-haran,
Man-haran teer-e-taghaafui haq mein mere hat ghazab.
Muntakhib ha misra-e-mauzoon wa qadd-e-gui-badan,
Gui badan ha wo kham-e-abroc hal fard-e-muntakhib.
Mustahib hat lshq ke mazhab mein tark-e-maa siwa,
Maa siwa se baaz aana hai Siraj ab mustahib.
|
|