donateplease
newsletter
newsletter
rishta online logo
rosemine
Bazme Adab
Google   Site  
Bookmark and Share 
design_poetry
Share on Facebook
 
Siraj Aurangabadi
 
Share to Aalmi Urdu Ghar
* Kiya mujh aah ne shaid asar, aahista, aahista. *
Hua hal mehrbaan wok moo kamar, aahlsta, aahista,
Kiya mujh aah ne shaid asar, aahista, aahista.

Kiya hal muskra ke baat masi-e-phool, gulroo ne,
Nihaal-e-ishq ne laya samr, aahista, aahista.

Tufail-e-sozish-e-dil manzil-e-janaan ko pahuncha hun,
Hui hai aah men raahbar, aahista, aahista.

Gall mein us pan roo ki kiya hal azm urne ha, 
Nikala murgh-e-dll ne baal-o-par, aahista, aahista.

Mere haal-e-pareshan ki haqujat ko suna ja kar, 
Saba kuche mein g'ulroo ke guzr aahista, aahista.
 
Comments


Login

You are Visitor Number : 332