donateplease
newsletter
newsletter
rishta online logo
rosemine
Bazme Adab
Google   Site  
Bookmark and Share 
design_poetry
Share on Facebook
 
Taasir Siddiqui
 
Share to Aalmi Urdu Ghar
* ajab tamashe dikhlaati tu bhi ae zindagi hai; *
ajab tamashe dikhlaati tu bhi  ae zindagi hai;
kabhi gham-e-ruksati to kabhi aane ki khushi hai;

ye hi nizaam-e-duniya hai,ye hi uski khudaai hai,
gham-o-khushi ke patwaar se chali zist ki kashti hai;

puch gaye sab aansu har chasm  muskuraa  rahi rahi,
kaisi raat,kaisa andhera zameen par utari chandni hai;

har ek lab aaj chalka raha hai tabussum ki sharaab,
har dil aaj ban ke mahtaab luta raha  roshani hai;

kisi ke jaane ke baais ek kala baadal sa chaya tha,
kisi ke aane ki khabar ne di muasam ko dilkashi hai;



 
Comments


Login

You are Visitor Number : 372