donateplease
newsletter
newsletter
rishta online logo
rosemine
Bazme Adab
Google   Site  
Bookmark and Share 
design_poetry
Share on Facebook
 
Tufail Chaturvedi
 
Share to Aalmi Urdu Ghar
* Mahakte phool se lamho'n ki jaulani palat aayee *
Mahakte phool se lamho'n ki jaulani palat aayee
Woh keya lauta ke ghar me'n phir fiza dhani palat aayee

Kamak suraj ki aane tak tujhe hi jujhna hoga
Chiraghe shab woh andhyaare ki sultani palat aayee

Mohabbat karne wale jaane man tanha nahi'n rahte
Tere jaate hi ghar mei'n dekh weerani palat aayee

Zara mohlat mujhe di waqt ne sapne sajane ki
Phir us ke baad meri har pareeshani palat aayee

P-12, Narmada Marg, Sector-Xl, Noida-201301(U.P)
 
Email id : tufailchaturvedi@yahoo.com 
 
Comments


Login

You are Visitor Number : 544