* Aaj Kuchh Waqt Ke Liye Pas Meray Kash Tum Aa Jao *
Aaj Kuchh Waqt Ke Liye Pas Meray Kash Tum Aa Jao
Bahht Tanha Hoon Main Aaj Kash Tum Aa Jao
Kabi Khud Ko Itna kamzor Na Honay Dia Mainay
Par AaJ Bikhar Gaya Hoon Main Kash Tum Aa Jao
Kaafi Din Say Ji Raha Hoon Bin Teray
Aaj Nahi Guzar Raha Ek Pal Kash Tum Aa Jao
Waqt Ki Raftar Bhi Jaisay Tham Si Gai Hai
Tham Na Jain Meri Saans Kash Tum Aa Jao |