donateplease
newsletter
newsletter
rishta online logo
rosemine
Bazme Adab
Google   Site  
Bookmark and Share 
design_poetry
Share on Facebook
 
Wahab Ali
 
Share to Aalmi Urdu Ghar
* Duniya ke aye musafir manzil teri kabr hai *
Duniya ke aye musafir manzil teri kabr hai 
Tei kar raha hai jo tu do din ka ye safar hai 

Duniya bani hai jab se lako karoro iyae 
Baki raha na koi mitti me sab samaie 
Ye bath ko na bholo sab ka yehi hashar hai 
Duniya ke aye musafir manzil teri kabr hai 

Anko ne teri ab tak kitne janaze dekhe 
Hatho se tu ne apne dafnie kitne murde 
Anjaam se yu apne kio itna bekhabar hai 
Duniya ke aye musafir manzil teri kabr hai 

Mehelo me sune wale mitti me mil gaye hai 
Shao gada barabar ek saath so rahe hai 
Dono howe barabar ye maut ka asar hai 
Duniya ke aye musafir manzil teri kabr hai 

Ye alishan bangle kuch kaam ke nahi hai 
Ye uche uche mehilsirf naam ki tu hai 
Do gaz zami ka tukra chota sa tera ghar hai 
Duniya ke aye musafir manzil teri kabr hai 

Tei kar raha hai jo tu do din ka ye safar hai 
Duniya ke aye musafir manzil teri kabr hai
 
Comments


Login

You are Visitor Number : 375