* Ghum ka deepak jala Raha tha... *
Ghum ka deepak jala Raha tha...
Sog-e-hijraan mana raha tha...
maray Ishaar apni dhun main....
zair-e-lab gungunaa Raha tha...
aaj batha ha mehkaday main...
Jo kabi paarsa Raha tha...
Rafta rafta wo apnay dil sa...
mari Chaahat mitaa raha tha..
AAj akilah....Udaas batha...
Wo be aansoo bahaa Raha tha..
Mari dunyaan ujaar kar wo...
Ghair ka ghar basa Raha tha..
Shor-e-fasl-e-bahaar muj ko...
Yaad kia kia dalaa Raha tha..
Raat.. kasay..katay gee Zahee..
Wo..sar-e-shaam jaa Raha thaaaa....
|