donateplease
newsletter
newsletter
rishta online logo
rosemine
Bazme Adab
Google   Site  
Bookmark and Share 
design_poetry
Share on Facebook
 
Ahmad Ali Barqi Aazmi
 
Share to Aalmi Urdu Ghar
* Dard E Dil Apni Jagah Dard E Jigar Apni Jagah, *
Dard E Dil Apni Jagah Dard E Jigar Apni Jagah,
Ashkbaari Kar Rahi Hai Chashm E Tar Apni Jagah,
Sakit O samit Hain Donon Meri Haalat Dekh Kar,
Aaina Apni Jagah Aainagar Apni Jagah,
Baagh Mein Kaise Guzarein Pur Musarrat Zindagi,
Baaghbaan Ka Khauf Aur Gulchin Ka Dar Apni Jagah,
Meri Kashti Ki Rawaani Dekh kar Toofaan Mein,
Pad Gayee Hai Sakht Chakkar Mein Bhanwar Apni jagah,
Hai Ayaan Ashaar Se Mere Mera Soz E Duroon,
Meri Aah E Aatashin Hai Be Asar Apni Jagah,
Haal E Dil Kisko Sunayein Koi Sunta Hi Nahin,
Apni Dhun Mein Hai Magan Woh Charahgar Apni Jagah,
Ashkbaari Kaam Aayee Kuchh Na BARQI Hijr Mein,
Sau Sifar Jode Nateeja Tha Sifar Apni Jagah.
 
Comments


Login

You are Visitor Number : 448