donateplease
newsletter
newsletter
rishta online logo
rosemine
Bazme Adab
Google   Site  
Bookmark and Share 
design_poetry
Share on Facebook
 
Asar Lucknawi
 
Share to Aalmi Urdu Ghar
* Phirte hue kisi ki nazar dekhte rahe *
Phirte hue kisi ki nazar dekhte rahe, 
dil Khoon ho raha tha magar dekhte rahe ,
kuch din ye bhi rang raha intzar main, 
ankh uTh gai jidhar bas udhar dekhte rahe, 
jab ashiya ki yad asri main aa gai, 
urte huwe hawa main sharar dekhte rahe, 
sunati rahoo ka dekh liya jalwa behijab, 
apna hi sab fareb-e-nazar dekhte rahe, 
is waste ki aur ghate mol jins ka, 
matloob un ka dil tha jigar dekhte rahe, 
saman-e-sad_hazar tamasha thi beKhudi, 
aNkhain thi bund aur `Asar` dekhte rahe. 
 
Comments


Login

You are Visitor Number : 402