donateplease
newsletter
newsletter
rishta online logo
rosemine
Bazme Adab
Google   Site  
Bookmark and Share 
design_poetry
Share on Facebook
 
Hasan Nayeem
 
Share to Aalmi Urdu Ghar
* Woh zaroor mujhse mila 'Hasan' magar ik lebase hejab mei’n *
Woh zaroor mujhse mila 'Hasan' magar ik lebase hejab mei’n
kabhi chand banke sar falk, kabhi noor banke sarab mie’n

mujhe koi banaye kya, koi kaise paase wafa kare
na qayame majils yaar mei’n na qarare khema khawab mei’n

meri aarzoo mei’n fasana khawn, meri justajoo mein sukhanwara
mujhe doondte the waraq waraq, mai chupa tha roohe kitab mei’n

kisi aabo joo ki talash mei’n, mujhe dasht dash hai ghoomna
jisai gul ka saya mila na ho, rahe jaa ke shahjre gulab mei’n

kise hosh mein ho gumaan abhi , ke hami hai shahe ghazal' Nayeem
koi del nawaz jahan mila, ise laaye bazme sharab mei’n
 
Comments


Login

You are Visitor Number : 368