donateplease
newsletter
newsletter
rishta online logo
rosemine
Bazme Adab
Google   Site  
Bookmark and Share 
design_poetry
Share on Facebook
 
Iftikhar Arif
 
Share to Aalmi Urdu Ghar
* Khvaab kii tarah bikhar jaane ko jii chaahtaa hai *
Khvaab kii tarah bikhar jaane ko jii chaahtaa hai,
aisii tanhaa_ii ki mar jaane ko jii chaahtaa hai,

ghar kii vahashat se larazataa huu.N magar jaane kyo.n,
shaam hotii hai to ghar jaane ko jii chaahtaa hai,

Duub jaa_uu.N to ko_ii mauj nishaa.N tak na bataaye,
aisii nadii me.n utar jaane ko jii chaahtaa hai,

kabhii mil jaaye to raste kii thakan jaag pa.De,
aisii manzil se guzar jaane ko jii chaahataa hai,

vahii paimaa.N jo kabhii jiii ko Khush aayaa thaa bahut,
usii paimaa.N se mukar jaane ko jii chaahtaa hai.
 
Comments


Login

You are Visitor Number : 360