donateplease
newsletter
newsletter
rishta online logo
rosemine
Bazme Adab
Google   Site  
Bookmark and Share 
design_poetry
Share on Facebook
 
Qamar Jalalwi
 
Share to Aalmi Urdu Ghar
* Na aain wo tu koi mout ka paighaam aa jay *
Na aain wo tu koi mout ka paighaam aa jay
wohi apna hay aarhey waqt pe jo kaam aa jay

shab_e furqat qayamat aay dill_e na-kaam aa jay
agar jal kar bharakney per charagh_e shaam aa jay

kaheen pe beth ja kiya dekhta hay bazm_e saaqi main
Khuda maloom kis taraf sey jaam aa jay

fasana keh rahey hain aaj wo apni mohabbat ka
Khuda aisa karey mera kaheen per naam aa jay

Qamar ik din safar main khud hilal_e eid ban jaoon
agar qabzey main merey gardish_e ayyam aa jay
 
Comments


Login

You are Visitor Number : 368