donateplease
newsletter
newsletter
rishta online logo
rosemine
Bazme Adab
Google   Site  
Bookmark and Share 
design_poetry
Share on Facebook
 
Raziuddin Razi
 
Share to Aalmi Urdu Ghar
* poochtay ho dill mra aakhir kahaN abaad hay *
poochtay ho dill mra aakhir kahaN abaad hay 
yeh jahaN ujrra nazar aata hay waaN abaad hay 

aik bay abaad dill, weeran see ankhaiN haiN do
haaN magar in maiN koi bay khaan_maaN abaad hay 

yeh wo koocha hay jahaN na mehrbaaN sy log haiN 
or yahiN per ik hamara mehrbaaN abaad hay 

us k aanay sy chraaghaN ho hi jata tha yahaN 
ber mizaar e ma ghareebaN ab dhuwaaN abaad hay 

yeh prinday larr jhagarr kr bhi juda hotay nahiN 
daykh ujrray ghar maiN ab tak aashiaN abaad hay 

us k chehray sy ayaaN tha haal e dill us ka razi
haaN magar mujh say yeh kehti thee k haaN abaad hay
*******
 
Comments


Login

You are Visitor Number : 328