donateplease
newsletter
newsletter
rishta online logo
rosemine
Bazme Adab
Google   Site  
Bookmark and Share 
design_poetry
Share on Facebook
 
Shakeb Jalali
 
Share to Aalmi Urdu Ghar
* Paas reh ke bhi bohat door hain dost *
Paas reh ke bhi bohat door hain dost,
apney halaat sey majboor hain dost,

tark e ulfat bhi nahi kar saktey,
saath deney sey bhi mazoor hain dost,

guftugu ke leye unwaan bhi nahi,
baat karney per bhi majboor hain dost,

ye charagh apney leye rehney dey,
teri raatain bhi tu be noor hain dost,

sabhi pu'ysh murda hain mehfil mein Shakeb,
main pareshan hain, ranjoor hain dost .
 
Comments


Login

You are Visitor Number : 356