donateplease
newsletter
newsletter
rishta online logo
rosemine
Bazme Adab
Google   Site  
Bookmark and Share 
design_poetry
Share on Facebook
 
Syed Anwar Javed Hashmi
 
Share to Aalmi Urdu Ghar
* Sir per, AankhouN, Chehray, Libaas pe dhool jhapake mar gai *
Sir per, AankhouN, Chehray, Libaas pe dhool jhapake mar gai
Scooter per chalna HASHMI, Aasim ko dushwaar houa.
 
Kesay Loag heyn kyun aAkhir ye medh o sataish chahtey heyN
Aa hha waahh waah , Khoob! Salamat kesay Karobaar houa.
 
Dhoop mei Saya maango, raat mei din ki khwahish kertay raho
Raah e taleb mei chaltey phirtay dekha Derr Deewar houa.
 
Waqt ki taigh ne Lamhoun mei kitnouN ki girden maari hey
Ummr k eis dwo raahey per keb hem se unn ka Shumaar houa.
 
Gham ne dill mei kesay kesay Naqsh o Nigaar bana daaley
Keb ein ki Tasveer bani hey, kebb ein ka Eizhaar houa.
*********************
 
Comments


Login

You are Visitor Number : 373