donateplease
newsletter
newsletter
rishta online logo
rosemine
Bazme Adab
Google   Site  
Bookmark and Share 
design_poetry
Share on Facebook
 
Syed Anwar Javed Hashmi
 
Share to Aalmi Urdu Ghar
* Haath se ummid ki douri kabhi chooti nahiN~ *
Haath se ummid ki douri kabhi chooti nahiN~
Sir zameen e dill pa shaakh e sabz kebb phooti nahiN
Ranjish o aalam ki zedd se bacha hey koan yeaN
~Waqyay seb bermala heyN DaastaaN jhooti nahiN
Sheir kehtay aa rahe heyn keb se behr o lehr mei
Naql ya taqleed se mehfil koui looti nahiN/
Herr zabaN ka zaieqa milta hey chakhiey tau sahee
~Koan see,Urdu zabaaN mie! kahiey gull booti nahiN
Daad k badley ser e bazm e sukhan mill ti thee Abb
~Hoot kernay k liey Hooter,koi hooti nahiN
Maiz per Hotel ki ho jatey heyn yek jaa shaam ko
~Ham Qalem rassm e tasalsul aaj tek tooti nahiN
********************
 
Comments


Login

You are Visitor Number : 319